Akhni pulao best dish hai lekin kabab ka taste bekaar hai aur staf ka behavior bekar hai unko pukarte rehna padhta baki sub dishes ache hai aur price bhi theek hai lekin staf itna kharab hai unko pani pe liye glasses tak char baar bolna padhta hai so thats why am give 3 star